Saturday, May 30, 2009

Johnny B. Goode

Another one from Chuck Berry .. From chess recording group only. Beauty of this song is, this was written by chuckberry in 1958 i believe and since that this is one of the most covered song..:) i simply cant recal a guitar based band who has not covered this :).. Now in comments don start giving me the name of the band or guitarist who has not covered this. Few people respond by saying Guitar god Jimmy Page has not covered this but even he has started his various live shows by this :)..

here it goes ...............

Deep down Louisiana close to New Orleans
Way back up in the woods among the evergreens
There stood a log cabin made of earth and wood
Where lived a country boy named Johnny B. Goode
Who never ever learned to read or write so well
But he could play the guitar just like a ringing a bell

Go go
Go Johnny go
Go
Go Johnny go
Go
Go Johnny go
Go
Go Johnny go
Go
Johnny B. Goode

He used to carry his guitar in a gunny sack
Go sit beneath the tree by the railroad track
Oh, the engineerswould see him sitting in the shade
Strumming with the rhythm that the drivers made
People passing by they would stop and say
Oh my that little country boy could play

Go go
Go Johnny go
Go
Go Johnny go
Go
Go Johnny go
Go
Go Johnny go
Go
Johnny B. Goode

His mother told him "Someday you will be a man,
And you will be the leader of a big old band.
Many people coming from miles around
To hear you play your music when the sun go down
Maybe someday your name will be in lights
Saying Johnny B. Goode tonight."

Go go
Go Johnny go
Go go go Johnny go
Go go go Johnny go
Go go go Johnny go
Go
Johnny B. Goode

Thursday, May 28, 2009

Chalte chalte -- kaise yeh faasle ho gaye.

A Song that reminds me of some good times some bad. Right now listening the same...

Movie chalte-chalte



Hm mm hm hm
Pyaar humko bhi hai, pyaar tumko bhi hai
To yeh kya silsile ho gaye
Bewafa hum nahin, bewafa tum nahin
To kyoon itne gile ho gaye
Chalte chalte kaise yeh faasle ho gaye
Kya pata kahan hum chale
Pyaar humko bhi hai, pyaar tumko bhi hai
To yeh kya silsile ho gaye
Bewafa hum nahin, bewafa tum nahin
To kyoon itne gile ho gaye
Chalte chalte kaise yeh faasle ho gaye
Hm hm hm ho, kya pata kahan hum chale


Pyaar humko bhi hai, pyaar tumko bhi hai
To yeh kya silsile ho gaye
Bewafa hum nahin, bewafa tum nahin
To kyoon itne gile ho gaye
Chalte chalte kaise yeh faasle ho gaye
Hm hm hm oh, kya pata kahan hum chale
Duniya jo poochhe to kya hum kahe
Koi yeh humko samjha de
Thes lagi to pal mein toot gaye
Sheeshe ke the kya sab vaade



Jaata hai koi kyoon sapnon ko thukraake
Paayega yeh dil kya kisi ko bataake
Chalte chalte raakh hum bin jale ho gaye


Mm mm mm oh, bujh gaye diye pyaar ke


Pyaar humko bhi hai, pyaar tumko bhi hai
To yeh kya silsile ho gaye


Doob gaya hai jaise dard mein dil
Aansu bhari hain ab aankhein


Tanhaaiyon ki jo rut aa gayi
Ujdi hui hain sab raahein


Socha tha paayenge dono ek manzil ko


Raahein jo badli to tum hi bata do
Chalte chalte gum kahan kaafle ho gaye


Hm mm mm oh, kho gaye kahan raaste


Pyaar humko bhi hai, pyaar tumko bhi hai
To yeh kya silsile ho gaye


Bewafa hum nahin, bewafa tum nahin
To kyoon itne gile ho gaye
Chalte chalte kaise yeh faasle ho gaye


Hm hm hm ho, kya pata kahan hum chale


Hm, kya pata kahan hum chale





Tuesday, May 26, 2009

Astitva ki Talash

An original after very long time :)

Aaj apne ek mitr ke blog ko chante hue humen pata chala ki woh apne astitva ko leke pareshaan hai unhe darr hai ki jo woh kar rahein hain shayad unke astitv ke vipreet hai.  Padhte padhte hi humein yakeen hua ki woh apne astitv ko na khone denge kabhi or hum dua karte hai ki woh apna hisse ki kathnaiyan aaram se sehan karke aagey bad sakenge.Par yaka yak yeh sawal humein bhi satane laga ki humara astitva kya hai ?? kabhi tha ya nahin?? kahan kho gaya hai??
to humne socha astitva hi nahin hum kafi kuch kho chuke hain inn dino mein or inn pankiton mein apni talash ko peerone ki koshish ki hai, ummed hai pasand aayegi

PS. Writting after very long time so have lost touch but sure of getting it back soon.


Mera astitva kho gaya hai kahin sath tere
isliye tujhe dhoodne ke pehle khud ko dhoondta hun main ab

Woh hasi woh khushi jo chali gayi hai sath tere..
tera sath dhoodne se pehle woh apni muskaan dhoondta hun main ab

Mera ek kareebi dost bhi shayad gumshuda hai sath tere
woh dost dhoonde se pehle khud ko dhoondta hun main ab

Ek majboot kandhe ka sahara bhi gaya hai sath tere
woh sahara dhoondne se pehle apna bhari mann dhundta hun main ab


Phoolon se sajaye sapne bhi naraaz hai mujhse sath tere
woh sapne dhoondne se pehle aankhon mein neend dhoondta hun main ab

Jisse kabhi pyar kehta tha main, achal mein hi reh gaya sath tere
Pyar dhoondne se pehle woh rakth shodhak dil dhoondta hun main ab

Tere pallu mein lipat ke roya karta tha jo woh pal chala gaya hai sath tere
woh pallu se pehle apne dard ka ehsaas dhoondta hun mai ab

Teri jhulfon ki mahak jo mehkaya karti thi kabhi lapata hai sath tere
woh mehak dhoondne se pehle saorabh shakti dhoondta hun main ab

Tu kal tha aaj nahin hain kal bhi shayad na ho
par iss sab ke beech jeene ke mayne dhoondta hun main ab

Tera sath tere shabdo ke roop mein sath hai mere 
par insab se pehle apni chetnya dhoondta hun mein ab

Woh mera jeevan jo tujhsa ho gaya tha chal diya hai sath tere
jeevan dhondne se pehle jeene ki chah dhoondta hun main ab

Maut aa jaye na kahin mere kareeb tujhse pehle,issi darr se jeene ki raah dhoodnta hun main ab.

Mera astitva kho gaya hai kahin sath tere
isliye tujhe dhoodne ke pehle khud ko dhoondta hun main ab

Sunday, May 24, 2009

Maeri ...

Its raining here since morning and I am finding it too romantic. Though I dont like rain much but this time it is different. Remembering my lost love of life and singing this song. Poet must have gone through the same feeling when he wrote this....


Teri Ya Meri Ya 

Pull Gaya 
Ull Gaya Haar Te Ji 
Hey Mae Ki Karna Mein Jitnu 
Hove Naje Mi 
Hove Naje Mi

Bindiya Lagati Toh 
Kaapti Thi Palken Maeri 
Chunniya Sajake Woh Deti Vaadein Kalke Maeri

Meri Haaton Mein Tha Uska Haath 
Thi Chaashni Si Har Uski Baat 
Maeri Aap Hi Hasdi 
Maeri Aap Hi Rondi 
Maeri Yaad Woh Yaad Woh Aaeri 
Galla Kardi 
Maeri Akhlan Lad Di

Maeri Yaad Woh Yaad Woh Aaeri 
Heyy Maeri

Baarishon Mein Lipat Ke Maa Ati Thi Woh Chalke Maeri 
Deeriyan Ho Jaye To Roti Halke Halke Maeri 
Phir Se Mein Royu Phir Woh Gaye 
Thandi Havayein Banke Chaye 
Maeri Hira Ka Aandhi Kittean Paundhi 
Maeri Yaad Woh Yaad Woh Aaeri 
Jannata Langdi Maeri Mannata Mangdi 
Maeri Yaad Woh Yaad Woh Aaeri

Ab Kya Karun Kahan Se Kahun Aa Maeri 
Ab Kya Karun Kahaaan Se Kahunn Aa Maeri

Duniya Parayi Chod Ke Aaja 
Jhoothe Sare Naate Tod Ke Aaja 
Sau Rabdi Tujhe Ek Vari Aaja 
Aab Ke Mile To Honge Na Juda 
Na Juda Na Juda Aaa Oooo

Hud Deya Aaye Koi Chale Aaye 
Maeri Yaad Woh Yaad Woh Aaeri 
Galla Kardi 
Maeri Akhlan Lad Di

Maeri Yaad Woh Yaad Woh Aaeri

Khul Gayi Mera Pyar 
Mae Bas Lage Mahine Chaar 
Maeri Yaad Woh Yaad Woh Aaeri

Yaad Woh Aayi 
Maeri Yaad Woh Aayi 
Maeri Yaad Woh Yaad Woh Aaeri

Ab Kya Karun Kahan Se Kahun Aa Maeri 
Ab Kya Karun Kahan Se Kahunn Aa Maeri


youtube link to song : http://www.youtube.com/watch?v=ERwrlgN6S38


Thursday, May 21, 2009

Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti

who said ki Lyrics sirf Gulzar hi likh sakta hai. read this :D


Soch Thi Hai Zyada 
Kham Woh Samajh Thi Hai 
Soch Thi Hai Zyada 
Kham Woh Samajh Thi Hai 
Dil Kuch Kehta Hai 
Kuch Aur Hi Karti Hai 
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti 
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti 

Soch Thi Hai Zyada 
Kham Woh Samajh Thi Hai 
Dil Kuch Kehta Hai 
Kuch Aur Hi Karti Hai 
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti 
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti 

Pyaar Usse Bhi Hai Magar Shuruaat Tumhi Se Chahe 
Khudh Mein Ulji Ulji Hai Par Bhaalo Ko Suljaayein 

I Mean You're All The Same Yaar 
Hum Achche Dost Hai Par Uss Nazar Se Tumko Dekha Nahin 
Woh Sab To Teek Hai Par Uss Barein Mein Maine Socha Nahin 

Sab Se Alag Hai Tum Yeh Keh Ke Paas Tumhaare Aaye 
Aur Kuch Din Mein Tum Mein Alag Sa Kuch Bhi Na Usko Paiye 

Uff Yeh Kaisi Shirt Pehnthe Ho 
Yeh Kaise Bhaal Khatathe Ho 
Ghaadi Tehz Chalathe Ho 
Tum Jaldi Mein Kyo Khaathe Ho 
Gimme A Break 

Tumhe Badalne Ko Paas Woh Aati Hai 
Tumhe Mitaane Ko Chaal Bichati Hai 
Baaton Baaton Mein Tumhe Pasathi Hai 
Pehle Hasathi Hai… Phir Bada Rulaati Hai 

Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti 
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti 

Eh Itna Hi Khudh Se Khush Ho To Peeche Kyon Aate Ho 
Phool Kabhi To Hazar Thofein Akhir Kyon Laaten Ho 

Apna Naam Nahin Bataya Aapne 
Coffee Peene Chalenge 
Main Aapko Ghar Chod Doon 
Phir Kab Milenge 

Bikhra Bikhra Be Matlab Sa Toota Phoota Jeena 
Aur Kehte Ho Alag Se Hai Hum Taan Ke Apna Seena 

Bheega Tolya Kahin Farsh Pe 
Toothpaste Ka Dakhan Kahin 
Kal Ke Mauze Ulat Ke Pehne 
Waqt Ka Khuch Bhi Hosh Nahin 

Jeena Ka Tumko Dang Sikhlati Hai 
Tumhe Jaanwar Se Insaan Banaati Hai 
Uske Bina Ek Pal Rehna Sakhoge Tum 
Usko Pata Hai Yeh Keh Na Sakhoge Tum 
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti 
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti 

Jaane Kaun Kaun Se Din Woh TumkoYaad Dilaayein 
Pyaar Ko Chahe Bhool Bhi Jaayein 
Taareeqein Na Bhoolayein 

First March Ko Nazar Milaayee 
Chaar April Ko Main Milne Aayee 
Ikees May Ko Tumne Chuwa Tha 
Che June Mujhe Kuch Hua Tha 

Ladko Ka Kya Hai Kissi Bhi Mor Pe Woh Mur Jaayein 
Abhi Kissi Ke Hai Abhi Kissi Aur Se Woh Jud Jaayein 

Tumhaare Mummy Daddy Ghar Par Nahin Hai 
Great… Main Aaa Jaon? 
Tumhaari Friend Akeli Ghar Jaa Rahi Hai 
Bechari… Main Chod Aaon 
Uff 

Ek Haan Kehne Ko Kitna Dehlati Hai 
Thak Jaate Hai Hum Woh Jee Behlati Hai 

Woh Sharmati Hai Kabhi Chupati Hai 
Ladki Jo Haan Kehde Usse Nibhati Hai 
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti 
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti 

Na Na Na… 
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti (Ladki Kyon… Oh God) 
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti (Na Na Na Na, Oh God Shut Up…) 
Alright Alright Iss Mein Jagadne Ki Kya Baat Hai Yaar 
Pehle Pehle Bawarein Jaise Aas Paas Mand Rai (Arre… But I) 
Phir Busy Hoon Kehkar Tumko Woh Tarkai (Come On Rhea)… 
Samjha Karo Darling Aaj Bohat Kaam (Arre… Meri Bhi To Suno) 
Door Hua To Kya Dil Mein Tumhaara Naam Hai (Oh… wow) 
Jiss Chehre Par Marte Hai Woh Boring Ho Jaaye (I'm Not Listening To You) 
Kuch Hi Din Mein Nazrein Inki Idhar Udhar Mand Rai (I'm Not Listening To You) 
Sirf Pyaar Se Zindagi Nahin Chalti (OK I'm Not With Her) 
Tum Interior Decoration Ka Course Kyon Nahin Karti


Wednesday, May 20, 2009

Roll Over Beethovan... ChuckBerry

Another one from chuckberry m becoming fan of him :)

Lyrics:

Im gonna write a little letter,
Gonna mail it to my local dj.
Its a rockin rhythm record
I want my jockey to play.
Roll over beethoven, I gotta hear it again today.

You know, my temperatures risin
And the jukebox blows a fuse.
My hearts beatin rhythm
And my soul keeps on singin the blues.
Roll over beethoven and tell tschaikowsky the news.

I got the rockin pneumonia,
I need a shot of rhythm and blues.
I think Im rollin arthiritis
Sittin down by the rhythm review.
Roll over beethoven rockin in two by two.

Well, if you feel you like it
Go get your lover, then reel and rock it.
Roll it over and move on up just
A trifle further and reel and rock it,
Roll it over,
Roll over beethoven rockin in two by two.

Well, early in the mornin Im a-givin you a warnin
Dont you step on my blue suede shoes.
Hey diddle diddle, I am playin my fiddle,
Aint got nothin to lose.
Roll over beethoven and tell tschaikowsky the news.

You know she wiggles like a glow worm,
Dance like a spinnin top.
She got a crazy partner,
Oughta see em reel and rock.
Long as she got a dime the music will never stop.

Roll over beethoven,
Roll over beethoven,
Roll over beethoven,
Roll over beethoven,
Roll over beethoven and dig these rhythm and blues.


Sweet Little sixteen- Chuckberry

Me and my room mate has something very different and that is choice for music.  Came across this famous 50's song through him, and I thank him for making me listen this .. liking chuckberry a lot these days.. 

They're really rockin Boston 
In Pittsburgh, P. A. 
Deep in the heart of Texas 
And 'round the Frisco Bay 
All over St. Louis 
Way down in New Orleans 
All the Cats wanna dance with 
Sweet Little Sixteen 

Sweet Little Sixteen 
She's just got to have 
About half a million 
Framed autographs 
Her wallet's filled with pictures 
She gets 'em one by one 
She gets so excited 
Watch her look at her run 

Oh mommy mommy 
Please may I go 
It's such a sight to see 
Somebody steal the show 
Oh daddy daddy 
I beg of you 
Whisper to mommy 
It's all right with you 

Cause they'll be rockin on bandstand 
In Philadelphia P.A. 
Deep in the heart of Texas 
And 'round the Frisco Bay 
All over St. Louis 
Way Down in New Orleans 
All the Cats wanna dance with 
Sweet Little Sixteen 

Sweet Little Sixteen 
She's got the grown up blues 
Tight dress and lipstick 
She's sportin' high heal shoes 
Oh, but tomorrow morning 
She'll have to chang her trend 
And be sweet sixteen 
And back in class again 


Cause they'll be rockin on bandstand 
In Philadelphia P.A. 
Deep in the heart of Texas And 'round the Frisco Bay 
All over St. Louis Way Down in New Orleans 
All the Cats wanna dance with 
Sweet Little Sixteen



Monday, May 11, 2009

Chupke-chupke Raat Din

Chupke-chupke Raat Din


chup ke chup ke raat din, aansu bahaana yaad hai
ham ko ab tak aashiqi ka, vo zamaana yaad hai

khinch lena vo mera parde ka kona daf-a-tan
aur dupatte men vo tera, munh chhupaana yaad hai
chup ke chup ke ............

berukhi ke saath sun na dard-e-dil ki daasataan
voh kalaai men tera, kangan ghumana yaad hai
vaqt-e-rukhsat alavida ka lafz kah ne ke liye
vo tere sookhe labon ka thar-tharaana yaad hai

chup ke chup ke ............

chori chori ham se tum aakar mile the jis jagah
muddatein guzarin par ab tak vo thikaana yaad hai
chup ke chup ke ............

dopahar ki dhoop men mere bulaane ke liye
vo chhajje par tera nange paanv aana yaad hai
chup ke chup ke ............

tujh se milate hi vo bebaaq ho jaana mera
aur tera daanton men vo ungali dabaana yaad hai
chup ke chup ke ............


tujh ko jab tanha kabhi paana to azraah-e-lihaaz
haal-e-dil baaton hi baaton men jataana yaad hai
chup ke chup ke ............

aa gaya agar vasl ki shab bhi kahin ziqr-e-firaq
vo teraa ro ro ke bhi mujh ko rulaana yaad hai

chup ke chup ke ............


Youtube link :

http://www.youtube.com/watch?v=veV3ihJCdgg


Thursday, May 7, 2009

हमारी दिल्ली में

चौबीस घंटे लगा हुआ दरबार हमारी दिल्ली में
जो कुर्सी पर उसकी जय-जयकार हमारी दिल्ली में


हर छोटा झंडा हो जाता बड़ा हमारी दिल्ली में
नहीं फूटता है पापों का घड़ा हमारी दिल्ली में
पहले था शेषन का हौव्वा खड़ा हमारी दिल्ली में
दरभंगा से लड़ा इलेक्शन पड़ा हमारी दिल्ली में
चोरी सीनाज़ोरी का व्यापार हमारी दिल्ली में
मज़ा लूटते एमप़ी. पी. एम. यार हमारी दिल्ली में
चंद्रास्वामी जैसे भी अवतार हमारी दिल्ली में
जो कुर्सी पर उसकी जय-जयकार हमारी दिल्ली में


चलती फिरती लाशों की दुर्गंध हमारी दिल्ली में
आँसू तक पर लगा हुआ प्रतिबंध हमारी दिल्ली में
कहने को तो मिलते हैं आनंद हमारी दिल्ली में
खून चूसते स्वच्छ धवल मकरंद हमारी दिल्ली में
कथनी और करनी में अंतर्द्वंद्व हमारी दिल्ली में
जनता की खुशियों की मुट्ठी बंद हमारी दिल्ली में
लोकतंत्र की हत्या का व्यापार हमारी दिल्ली में
जो कुर्सी पर उसकी जय-जयकार हमारी दिल्ली में


माया से गांधी को जो गाली दिलवाते दिल्ली में
राजघाट पर जाकर वो ही फूल चढ़ाते दिल्ली में
रैली वाले लाठी, डंडा गोली खाते दिल्ली में
थैली वाले थैली भरकर घर ले जाते दिल्ली में
बड़े ज़ोर से जन गण मन अधिनायक गाते दिल्ली में
जनता के अरमान शौक से बेचे जाते दिल्ली में
हर दल दलने को बैठा तैयार हमारी दिल्ली में
जो कुर्सी पर उसकी जय-जयकार हमारी दिल्ली में


लालकिले पर आज़ादी की लिखी कहानी दिल्ली में
इक राजा ने आग के ऊपर चादर तानी दिल्ली में
पानीदार राजधानी का उतरा पानी दिल्ली में
नहीं मिलेगी मीरा जैसी प्रेम दीवानी दिल्ली में
मुखपृष्ठों पर छाई रहती फूलन रानी दिल्ली में
कदम-कदम पर मिल जाते हैं जेठमलानी दिल्ली में
सूटकेस आता है बारंबार हमारी दिल्ली में
जो कुर्सी पर उसकी जय-जयकार हमारी दिल्ली में


हम सब इतने भोले अपने स्वप्न संजोते दिल्ली में
फूल बिछाए जिनकी ख़ातिर काँटे बोते दिल्ली में
गाँव में जो भी पाया, वो आकर खोया दिल्ली में
डिग्री लेकर बहुत दिनों तक भूखा रोया दिल्ली में
तन टूटा, मन के सारे अरमान जल गए दिल्ली में
संसद में बेठे बगुलों से लोग छल गए दिल्ली में
फन फैलाए खड़े हुए फनकार हमारी दिल्ली में
जो कुर्सी पर उसकी जय-जयकार हमारी दिल्ली में

Monday, May 4, 2009

mushkil hai apna mel priye, ye pyar nahin hai khel priye

Heard this poem some three years back, but aaj mast feel aa rahi thi isse sunne mein..
dedicated to my best friend.. best of luck love

mushkil hai apna mel priye, ye pyar nahin hai khel priye,
tum MA 1st division ho, main hua matric phel priye,
mushkil hai apna mel priye, ye pyar nahin hai khel priye,

tum fauji afsar ki beti, main to kisaan ka beta hoon,
tum rabadi kheer malai ho, main to sattu sapreta hoon,
tum AC ghar mein rahti ho, main ped ke neeche leta hoon,
tum nai maruti lagti ho, main scooter lambreta hoon,
is kadar agar hum chup-chup kar aapas me prem badhayenge,
to ek roz tere daddy Amrish Puri ban jaaenge,
sab haddi pasli tod mujhe bhijwaa denge vo jail priye,
mushkil hai apna mel priye, ye pyar nahin hai khel priye,

tum arab desh kee ghodi ho, main hoon gadahe ki naal priye,
tum deewali ka bonus ho, main bhookho ki hadtaal priye,
tum heere jadi tashtari ho, main almunium ka thaal priye,
tum chicken-soop biryani ho, main kankad waali daal priye,
tum hiran-chaokadi bharti ho, main hoon kachue ki chaal priye, (flight of dear)
tum chandan-wan ki lakdi ho, main hoon babool ki chaal priye,
main pake aam sa latka hoon, mat maaro mujhe gulel priye,
mushkil hai apna mel priye, ye pyar nahin hai khel priye,

main shani-dev jaisa kuroop, tum komal kanchan kaya ho,
main tan-se man-se Kanshi Ram, tum maha chanchala maya ho,
tum nirmal paawan ganga ho, main jalta hua patanga hoon,
tum raaj ghaat ka shanti march, main hindu-muslim danga hoon,
tum ho poonam ka taajmahal, main kaali gufa ajanta ki,
tum ho vardaan vidhata ka, main galti hoon bhagvanta ki,
tum jet vimaan ki shobha ho, main bus ki thelam-thel priye,
mushkil hai apna mel priye, ye pyar nahin hai khel priye,

tum nai videshi mixi ho, main patthar ka silbatta hoon,
tum AK-saintalis jaisi, main to ik desi katta hoon,
tum chatur Rabadi Devi si, main bhola-bhala Lalu hoon,
tum mukt sherni jangal ki, main chidiyaghar ka bhaalu hoon,
tum vyast Sonia Gandhi si, main V.P.Singh sa khali hoon,
tum hansi Madhuri Dixit ki, main policeman ki gaali hoon,
kal jel agar ho jaaye to dilwa dena tum bail priye,
mushkil hai apna mel priye, ye pyar nahin hai khel priye,

main dhabe ke dhaanche jaisa, tum paanch sitara hotel ho,
main mahue ka desi tharra, tum red-label ki botal ho,
tum chitra-haar ka madhur geet, main krishi-darshan ki jhaadi hoon,
tum vishva-sundari si kamaal, main teliya chaap kabadi hoon,
tum sony ka mobile ho, main telephone waala hoon chonga,
tum machli maansarovar ki, main saagar tat ka hoon ghongha,
dus manzil se gir jaaooga, mat aage mujhe dhakel priye,
mushkil hai apna mel priye, ye pyar nahin hai khel priye,

tum satta ki maharani ho, main vipaksha ki lachari hoon,
tum ho mamta-Jailalita si, main kwara Atal-Bihari hoon,
tum Tendulkar ka shatak priye, main follow on ki paari hoon,
tum getz, matiz, corolla ho main Leyland ki lorry hoon,
mujhko refree hi rehne do, mat khelo mujhse khel priye,
mushkil hai apna mel priye, ye pyar nahin hai khel priye,

mushkil hai apna mel priye, ye pyar nahin hai khel priye,

mushkil hai apna mel priye, ye pyar nahin hai khel priye,