Friday, December 16, 2011

Kuch Andhera Bhi…

Kuch andhera bhi zaruri hai gham-e-yaar ke sath,
ab diya koi na rakhe meri dewaar ke sath,

mein jo ik umar masafat mein raha, tab jana,
rah bhi chalti rahi hai, meri raftaar ke sath,

ham to yusaf nahi,bazaar-e-sukhan mein “FARAZ”
yun hi chal parte hein,har ik kharidaar ke sath

No comments: