Wednesday, December 14, 2011

Kun Faya Kun - Rockstar (2011)

Rockstar is one of the best Musical blockbuster of Indian cinema,But There are only very few songs those take you to a level where you find connected to that supernatural power sitting right above us. This song is one of those which helps u feel the presence of GOD around. Written by Irshad Kamil, Music by none other than A R Rehman and sung my Mohit Chauhan along with Rehman sahab and Javed ali


Ya Nizamuddin Auliya, Ya Nizamuddin Salqa

Kadam Badhaa Le, Hadon Ko Mitaa Le,
Aaja Khaali Pan Mein Pee Ka Ghar Tera,
Tere Bin Khaali Aaja, Khali Pan Mein
Tere Bin Khaali Aaja, Khali Pan Mein

Oooooo….Oooooo…..
Oooooo….Oooooo…..
Oooooo…..

Rangreza
Rangreza
Rangrezaa…
Ho… Rang-rezaaaa…..

Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Faya Kun,
Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun

Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Faya Kun,
Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun

Jab Kahin Pe Kuch Nahi
Bhi Nahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha

Jab Kahin Pe Kuch Nahi
Bhi Nahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha

Woh Jo Mujh Mein Samaya
Woh Jo Tujh Mein Samaya
Maula Wahi Wahi Maaya

Woh Jo Mujh Mein Samaya
Woh Jo Tujh Mein Samaya
Maula Wahi Wahi Maaya

Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
SadaqAllahul-alliyul-Azeem’

Rangreza Rang Mera Tan Mera Mann,
Le Le Rangaayi Chaahe Tan Chaahe Mann,
Rangreza Rang Mera Tan Mera Mann,
Le Le Rangaayi Chaahe Tan Chaahe Mann,

Sajra Savera Mere Tan Barse
Kajra Andhera Teri Jalti Lau

Sajra Savera Mere Tan Barse
Kajra Andhera Teri Jalti Lau
Katra Mila Jo Tere Dar Par Se
O Maula…
Maula….. Aaa…

Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Kun Faya Kun



Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Faya Kun,
Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun

Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Faya Kun,
Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun

Jab Kahin Pe Kuch Nahi
Bhi Nahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha

Jab Kahin Pe Kuch Nahi
Bhi Nahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha

Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
SadaqAllahul-alliyul-Azeem’
Sadaqa Rasulu-hun nabi-yun-kareem

Sallallaahu Alayhi Wasallam, Sallallaahu Alayhi Wasallam

O Mujhpe Karam Sarkar Tera
Araz Tujhe, Karde Mujhe, Mujhse Hi Riha
Ab Mujhko Bhi Ho, Deedaar Mera
Karde Mujhe, Mujhse Hi Riha
Mujhse Hi Rihaaaaaaaa

Mann Ke Mere Ye Bharam,
Kachche Mere Ye Karam
Leke Chale Hai Kahaan,
Main Toh Jaanoon Hi Na

Tu Hai Mujhmein Samaya,
Kahaan Leke Mujhe Aaya,
Main Hoon Tujhmein Samaya,
Tere Peeche Chala Aaya,
Tera Hi Main Ek Saaya,
Tune Mujhko Banaya,
Main Toh Jag Ko Na Bhaaya,
Tune Gale Se Lagaya
Ab Tu Hi Hai Khudaya,
Sach Tu Hi Hai Khudaya

Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Faya Kun,
Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun

Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Faya Kun,
Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun

Jab Kahin Pe Kuch Nahi
Bhi Nahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha

Jab Kahin Pe Kuch Nahi
Bhi Nahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha

Kun Faya Kun
Kun Faya Kun

SadaqAllahul-alliyul-Azeem’
Sadaqa Rasulu-hun nabi-yun-kareem

Sallallaahu Alayhi Wasallam, Sallallaahu Alayhi Wasallam

No comments: